was jus browsin through some blogs n came accross one which had many beautiful poem like stuff..
wanted to share some of them..
agar wo puchhe to unse kahena
uska aashiq basta tha yaha,
dikhana unko wo samundar ka kinara aur
kahena gane wo tanhai me gungunata tha yaha,
le jana unko darwaje pe aur
kahena intezaar wo kiya karta tha yaha,
phir rakhna ungli dil pe aur
kahena shiqayat karta tha dard hota hai yaha.
uska aashiq basta tha yaha,
dikhana unko wo samundar ka kinara aur
kahena gane wo tanhai me gungunata tha yaha,
le jana unko darwaje pe aur
kahena intezaar wo kiya karta tha yaha,
phir rakhna ungli dil pe aur
kahena shiqayat karta tha dard hota hai yaha.
0 comments:
Post a Comment